Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک شخص بھری بزم میں تنہا نظر آیا

شکیل نشتر

اک شخص بھری بزم میں تنہا نظر آیا

اپنا تو نہیں تھا مگر اپنا نظر آیا

ہم تشنہ لبوں نے کبھی جا کر لب دریا

دریا کو بھی دیکھا ہے تو پیاسا نظر آیا

شبنم‌ زدہ پھولوں کے سوا صحن چمن میں

اے آبلہ پایان جنوں کیا نظر آیا

اے گھومتی‌‌ پھرتی ہوئی لاشو یہ بتاؤ

انساں کوئی اس شہر میں زندہ نظر آیا

دیکھا کہ وہی صورت دیوار ہے نشترؔ

جس کو کسی دیوار کا سایا نظر آیا

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya

Shakeel Nashtar

ek shaKHs bhari-bazm mein tanha nazar aaya
apna to nahin tha magar apna nazar aaya

hum tishna-labon ne kabhi ja kar lab-e-dariya
dariya ko bhi dekha hai to pyasa nazar aaya

shabnam-zada phulon ke siwa sehn-e-chaman mein
ai aabla-payan-e-junun kya nazar aaya

ai ghumti-phirti hui lasho ye batao
insan koi is shahr mein zinda nazar aaya

dekha ki wahi surat-e-diwar hai 'nashtar'
jis ko kisi diwar ka saya nazar aaya

(347) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek ShaKHs Bhari-bazm Mein Tanha Nazar Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.