Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا یہ فریب گردش شمس و قمر نہیں

شکیل نشتر

کیا یہ فریب گردش شمس و قمر نہیں

اب شب بھی شب نہیں ہے سحر بھی سحر نہیں

آئینہ کہہ رہا ہے کہ تنہا نہیں ہوں میں

حیرت کی بات یہ کہ کوئی ہم سفر نہیں

کہتے ہیں دیدہ ور کہ بیاباں کہو اسے

وہ گلستاں کہ جس میں کوئی دیدہ ور نہیں

صورت جو دیکھیے تو ہر اک میر کارواں

منزل سے پوچھئے تو کوئی راہبر نہیں

نشترؔ لیے جو پھرتی ہے صحرا و دشت میں

ہے اور کیا جو حسرت دیوار و در نہیں

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin

Shakeel Nashtar

kya ye fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar nahin
ab shab bhi shab nahin hai sahar bhi sahar nahin

aaina kah raha hai ki tanha nahin hun main
hairat ki baat ye ki koi ham-safar nahin

kahte hain dida-war ki bayaban kaho use
wo gulsitan ki jis mein koi dida-war nahin

surat jo dekhiye to har ek mir-e-karwan
manzil se puchhiye to koi rahbar nahin

'nashtar' liye jo phirti hai sahra-o-dasht mein
hai aur kya jo hasrat-e-diwar-o-dar nahin

(434) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Ye Fareb-e-gardish-e-shams-o-qamar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.