Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain, Urdu Ghazal By Shakir Kundan

Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakir Kundan. Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کہ افکار کو تجسیم کیا کرتے ہیں

شاکر کنڈان

ہم کہ افکار کو تجسیم کیا کرتے ہیں

حرف و الفاظ کی تحریم کیا کرتے ہیں

بند کر لیتے ہیں آوارہ ہوا مٹھی میں

پھر فضا میں اسے تقسیم کیا کرتے ہیں

وقت جب ہاتھ نہیں آتا تو روز و شب میں

انتقاماً اسے تقویم کیا کرتے ہیں

کب ستارا کوئی ماتھے کی شکن میں اترا

سب فسوں صاحب تنجیم کیا کرتے ہیں

ہم کو الزام نہ دیجے کوئی شاکرؔ کنڈان

ہم تو نسبت کی بھی تکریم کیا کرتے ہیں

شاکر کنڈان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain

Shakir Kundan

hum ki afkar ko tajsim kiya karte hain
harf-o-alfaz ki tahrim kiya karte hain

band kar lete hain aawara hawa muTThi mein
phir faza mein use taqsim kiya karte hain

waqt jab hath nahin aata to roz-o-shab mein
intiqaman use taqwim kiya karte hain

kab sitara koi mathe ki shikan mein utra
sab fusun sahab-e-tanjim kiya karte hain

hum ko ilzam na dije koi 'shakir'-kunDan
hum to nisbat ki bhi takrim kiya karte hain

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain written by Shakir Kundan at UrduPoint. Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain is one of the masterpieces written by Shakir Kundan. You can also find the complete poetry collection of Shakir Kundan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakir Kundan' above.

Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ki Afkar Ko Tajsim Kiya Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.