Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun, Urdu Ghazal By Shamim Azar

Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Azar. Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر جاں میں اضطراب سوز فن دیکھے گا کون

شمیم آذر

شہر جاں میں اضطراب سوز فن دیکھے گا کون

میرے اندر ایک قلزم موجزن دیکھے گا کون

مضمحل سوچوں کے اس جھلسے ہوئے ماحول میں

تیرا حسن قامت سرو سمن دیکھے گا کون

رات نے آنکھوں میں بھر دیں اس قدر تاریکیاں

صبح تو ہوگی مگر پہلی کرن دیکھے گا کون

اپنی اپنی آگ میں آنکھیں جھلس کر رہ گئیں

تیرے لب کے پھول تیرا بانکپن دیکھے گا کون

لوگ تو اپنے گھروں میں بند ہو کر رہ گئے

میرے خوں سے سرخئ شام وطن دیکھے گا کون

میرے باہر تو صبا کا لمس ہے خوشبو بھی ہے

مجھ میں آ کر میرے اندر کی گھٹن دیکھے گا کون

لوگ تو پوجیں گے خود میرے تراشیدہ خدا

کون ہے آذرؔ خدائے فکر و فن دیکھے گا کون

شمیم آذر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun

Shamim Azar

shahr-e-jaan mein iztirab-e-soz-e-fan dekhega kaun
mere andar ek qulzum maujzan dekhega kaun

muzmahil sochon ke is jhulse hue mahaul mein
tera husn-e-qamat-e-sarw-e-saman dekhega kaun

raat ne aankhon mein bhar din is qadar tarikiyan
subh to hogi magar pahli kiran dekhega kaun

apni apni aag mein aankhen jhulas kar rah gain
tere lab ke phul tera bankpan dekhega kaun

log to apne gharon mein band ho kar rah gae
mere KHun se surKHi-e-sham-e-watan dekhega kaun

mere bahar to saba ka lams hai KHushbu bhi hai
mujh mein aa kar mere andar ki ghuTan dekhega kaun

log to pujenge KHud mere tarashida KHuda
kaun hai 'azar' KHuda-e-fikr-o-fan dekhega kaun

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun written by Shamim Azar at UrduPoint. Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun is one of the masterpieces written by Shamim Azar. You can also find the complete poetry collection of Shamim Azar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Azar' above.

Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr-e-jaan Mein Iztirab-e-soz-e-fan Dekhega Kaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.