Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai, Urdu Ghazal By Shamim Karhani

Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Karhani. Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai comes under the Love category of Urdu Ghazal. You can read Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جشن حیات ہو چکا جشن ممات اور ہے

شمیم کرہانی

جشن حیات ہو چکا جشن ممات اور ہے

ایک برات آ چکی ایک برات اور ہے

عشق کی اک زبان پر لاکھ طرح کی بندشیں

آپ تو جو کہیں بجا آپ کی بات اور ہے

پینے کو اس جہان میں کون سی مے نہیں مگر

عشق جو بانٹتا ہے وہ آب حیات اور ہے

ظلمت وقت سے کہو حسرت دل نکال لے

ظلمت وقت کے لیے آج کی رات اور ہے

ان کو شمیمؔ کس طرح نامۂ آرزو لکھیں

لکھنے کی بات اور ہے کہنے کی بات اور ہے

شمیم کرہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai

Shamim Karhani

jashn-e-hayat ho chuka jashn-e-mamat aur hai
ek baraat aa chuki ek baraat aur hai

ishq ki ek zaban par lakh tarah ki bandishen
aap to jo kahen baja aap ki baat aur hai

pine ko is jahan mein kaun si mai nahin magar
ishq jo banTta hai wo aab-e-hayat aur hai

zulmat-e-waqt se kaho hasrat-e-dil nikal le
zulmat-e-waqt ke liye aaj ki raat aur hai

un ko 'shamim' kis tarah nama-e-arzu likhen
likhne ki baat aur hai kahne ki baat aur hai

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai written by Shamim Karhani at UrduPoint. Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai is one of the masterpieces written by Shamim Karhani. You can also find the complete poetry collection of Shamim Karhani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Karhani' above.

Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jashn-e-hayat Ho Chuka Jashn-e-mamat Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.