Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai, Urdu Ghazal By Shamim Karhani

Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Karhani. Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پی لے جو لہو دل کا وہ عشق کی مستی ہے

شمیم کرہانی

پی لے جو لہو دل کا وہ عشق کی مستی ہے

کیا مست ہے یہ ناگن اپنے ہی کو ڈستی ہے

مے خانے کے سائے میں رہنے دے مجھے ساقی

مے خانے کے باہر تو اک آگ برستی ہے

اے زلف غم جاناں تو چھاؤں گھنی کر دے

رہ رہ کے جگاتا ہے شاید غم ہستی ہے

ڈھلتے ہیں یہاں شیشے چلتے ہیں یہاں پتھر

دیوانو ٹھہر جاؤ صحرا نہیں بستی ہے

جن پھولوں کے جھرمٹ میں رہتے تھے شمیمؔ اک دن

ان پھولوں کی خوشبو کو اب روح ترستی ہے

شمیم کرہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai

Shamim Karhani

pi le jo lahu dil ka wo ishq ki masti hai
kya mast hai ye nagan apne hi ko Dasti hai

mai-KHane ke sae mein rahne de mujhe saqi
mai-KHane ke bahar to ek aag barasti hai

ai zulf-e-gham-e-jaanan tu chhanw ghani kar de
rah rah ke jagata hai shayad gham-e-hasti hai

Dhalte hain yahan shishe chalte hain yahan patthar
diwano Thahar jao sahra nahin basti hai

jin phulon ke jhurmuT mein rahte the 'shamim' ek din
un phulon ki KHushbu ko ab ruh tarasti hai

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai written by Shamim Karhani at UrduPoint. Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai is one of the masterpieces written by Shamim Karhani. You can also find the complete poetry collection of Shamim Karhani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Karhani' above.

Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pi Le Jo Lahu Dil Ka Wo Ishq Ki Masti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.