Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai, Urdu Ghazal By Shamim Shahzad

Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Shahzad. Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

استعارہ ہے وہ اک تمثیل ہے

شمیم شہزاد

استعارہ ہے وہ اک تمثیل ہے

تیرگی کے شہر میں قندیل ہے

دل کشی نظاروں کی جاتی رہی

وہ پرندہ ہے نہ اب وہ جھیل ہے

فاختہ امن و اماں کی کیوں رہے

گنبدوں کی تاک میں جب چیل ہے

رنگ جیسا بھی ہو تیری جلد کا

دل تو تیرا اب بھی مثل بھیل ہے

پھر بھی لہجہ ہے نیا شہزادؔ کا

گو کہ اس کے شعر میں ترسیل ہے

شمیم شہزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai

Shamim Shahzad

istiara hai wo ek tamsil hai
tirgi ke shahr mein qindil hai

dilkashi nazzaron ki jati rahi
wo parinda hai na ab wo jhil hai

faKHta amn-o-aman ki kyun rahe
gumbadon ki tak mein jab chil hai

rang jaisa bhi ho teri jild ka
dil to tera ab bhi misl-e-bhil hai

phir bhi lahja hai naya 'shahzad' ka
go ki us ke sher mein tarsil hai

(315) ووٹ وصول ہوئے

You can read Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai written by Shamim Shahzad at UrduPoint. Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai is one of the masterpieces written by Shamim Shahzad. You can also find the complete poetry collection of Shamim Shahzad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Shahzad' above.

Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Istiara Hai Wo Ek Tamsil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.