Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai, Urdu Ghazal By Shamsur Rahman Faruqi

Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamsur Rahman Faruqi. Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھیے بے بدنی کون کہے گا قاتل ہے

شمس الرحمن فاروقی

دیکھیے بے بدنی کون کہے گا قاتل ہے

سایہ آسا جو پھرے اس کو پکڑنا مشکل ہے

رگ ہر لفظ سے رستے ہوئے خوں سے گھبرا کر

میں جو خاموش رہا سب نے کہا ''تو جاہل ہے''

تجربہ دل میں رہے تو کھلے آنسو بن بن کر

اور کاغذ پہ چھلک جائے تو شمع محفل ہے

جو بھری دنیا کی سنگین عجائب نگری میں

اپنا سر آپ نہ پھوڑے وہ جہنم واصل ہے

لب دریا کو ملانے کا طریقہ کیسا ہوگا

دونوں جھکتے ہیں مگر بیچ میں دریا حائل ہے

شمس الرحمن فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai

Shamsur Rahman Faruqi

dekhiye be-badani kaun kahega qatil hai
saya-asa jo phire us ko pakaDna mushkil hai

rag-e-har-lafz se riste hue KHun se ghabra kar
main jo KHamosh raha sab ne kaha tu jahil hai

tajraba dil mein rahe to khule aansu ban ban kar
aur kaghaz pe chhalak jae to sham-e-mahfil hai

jo bhari duniya ki sangin ajaib-nagri mein
apna sar aap na phoDe wo jahannam wasil hai

lab-e-dariya ko milane ka tariqa kaisa hoga
donon jhukte hain magar bich mein dariya hail hai

(348) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai written by Shamsur Rahman Faruqi at UrduPoint. Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai is one of the masterpieces written by Shamsur Rahman Faruqi. You can also find the complete poetry collection of Shamsur Rahman Faruqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamsur Rahman Faruqi' above.

Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhiye Be-badani Kaun Kahega Qatil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.