Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase, Urdu Ghazal By Shamsur Rahman Faruqi

Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamsur Rahman Faruqi. Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دن بھر کی دوڑ رات کے اوہام وسوسے

شمس الرحمن فاروقی

دن بھر کی دوڑ رات کے اوہام وسوسے

ٹھنڈی سلونی شام کی خوش بو میں ڈھل گئے

کردار قتل کرنے لگے لوگ یوں کہ ہم

اپنے ہی گھر میں بیٹھ کے آوارہ بن گئے

رقص نسیم موت تھا ہر چند مختصر

دریا کے منہ پہ پھر بھی اچھل آئے آبلے

نازک ہے مثل ماہ مگر سرمئی بدن

اے جاں تجھے یہ کس نے دیئے غسل آگ کے

شمس الرحمن فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase

Shamsur Rahman Faruqi

din-bhar ki dauD raat ke auham waswase
ThanDi saloni sham ki KHush-bu mein Dhal gae

kirdar qatl karne lage log yun ki hum
apne hi ghar mein baiTh ke aawara ban gae

raqs-e-nasim-e-maut tha har-chand muKHtasar
dariya ke munh pe phir bhi uchhal aae aable

nazuk hai misl-e-mah magar surmai badan
ai jaan tujhe ye kis ne diye ghusl aag ke

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase written by Shamsur Rahman Faruqi at UrduPoint. Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase is one of the masterpieces written by Shamsur Rahman Faruqi. You can also find the complete poetry collection of Shamsur Rahman Faruqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamsur Rahman Faruqi' above.

Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase is a widely read Urdu Ghazal. If you like Din-bhar Ki DauD Raat Ke Auham Waswase, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.