Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada, Urdu Ghazal By Shan Bharti

Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shan Bharti. Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جن پر چل رہے ہیں اہل جادہ

شان بھارتی

یہ جن پر چل رہے ہیں اہل جادہ

ہے میرے نقش پا سے استفادہ

تمہاری جیب میں لطف یقیں ہے

مرے کشکول میں ہے صرف وعدہ

وہ چاہے جب ہمیں اذن سفر دے

کئے بیٹھے ہیں ہم پکا ارادہ

اجازت ہو تو تیرا نام لکھ دوں

کتاب دل کا اک صفحہ ہے سادہ

غزل خواں ہو رہا ہے وہ کہ جو ہے

غزل کی سلطنت کا شاہزادہ

ملاقات ان سے ہو جاتی ہے جب ہم

نکل پڑتے ہیں گھر سے بے ارادہ

وہی پیر سخن ہے شانؔ جس کا

کوئی شجرہ نہ کوئی خانوادہ

شان بھارتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada

Shan Bharti

ye jin par chal rahe hain ahl-e-jada
hai mere naqsh-e-pa se istifada

tumhaari jeb mein lutf-e-yaqin hai
mere kashkol mein hai sirf wada

wo chahe jab hamein izn-e-safar de
kiye baiThe hain hum pakka irada

ijazat ho to tera nam likh dun
kitab-e-dil ka ek safha hai sada

ghazal-KHwan ho raha hai wo ki jo hai
ghazal ki saltanat ka shahzada

mulaqat un se ho jati hai jab hum
nikal paDte hain ghar se be-irada

wahi pir-e-suKHan hai 'shan' jis ka
koi shajara na koi KHanwada

(451) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada written by Shan Bharti at UrduPoint. Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada is one of the masterpieces written by Shan Bharti. You can also find the complete poetry collection of Shan Bharti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shan Bharti' above.

Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jin Par Chal Rahe Hain Ahl-e-jada, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.