Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai, Urdu Ghazal By Shan Bharti

Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shan Bharti. Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل میرا فقط تیرے نشانے کے لئے ہے

شان بھارتی

دل میرا فقط تیرے نشانے کے لئے ہے

اور اس کے سوا جو ہے زمانے کے لئے ہے

ہنسنے کے لئے ہے نہ ہنسانے کے لئے ہے

یہ انجمن ناز جلانے کے لئے ہے

ہر شخص کی آنکھوں میں مسائل کے ہیں آنسو

ہونٹوں پہ ہنسی صرف دکھانے کے لئے ہے

اس کا کبھی مثبت کوئی پہلو نہیں نکلا

جو تم سے تعلق ہے نبھانے کے لئے ہے

جذبات کے شعلوں سے نہ کھا خوف کہ آخر

یہ آگ بھی تو آگ بجھانے کے لئے ہے

اے شانؔ مجھے خود نہیں معلوم کہ آخر

میری یہ تگ و دو کسے پانے کے لئے ہے

شان بھارتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai

Shan Bharti

dil mera faqat tere nishane ke liye hai
aur is ke siwa jo hai zamane ke liye hai

hansne ke liye hai na hansane ke liye hai
ye anjuman-e-naz jalane ke liye hai

har shaKHs ki aankhon mein masail ke hain aansu
honTon pe hansi sirf dikhane ke liye hai

us ka kabhi musbat koi pahlu nahin nikla
jo tum se talluq hai nibhane ke liye hai

jazbaat ke shoalon se na kha KHauf ki aaKHir
ye aag bhi to aag bujhane ke liye hai

ai 'shan' mujhe KHud nahin malum ki aaKHir
meri ye tag-o-dau kise pane ke liye hai

(527) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai written by Shan Bharti at UrduPoint. Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai is one of the masterpieces written by Shan Bharti. You can also find the complete poetry collection of Shan Bharti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shan Bharti' above.

Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mera Faqat Tere Nishane Ke Liye Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.