Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan, Urdu Ghazal By Shareef Ahmad Shareef

Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Ahmad Shareef. Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس لیے گردش حالات کا رونا ہے میاں

شریف احمد شریف

کس لیے گردش حالات کا رونا ہے میاں

وہ تو ہو کر ہی رہے گا کہ جو ہونا ہے میاں

فیصلہ کر نہ سکی عقل کہ اس دنیا میں

آدمی خود کوئی قوت کہ کھلونا ہے میاں

میں کسی چیز کو پا کر بھی کبھی خوش نہ ہوا

جانتا ہوں کہ ہر اک چیز کو کھونا ہے میاں

اس کا کیا ذکر کہ محروم ثمر ہیں ہم لوگ

نسل فردا کے لیے بیج تو بونا ہے میاں

ہے تو اک چیز قلندر کی ہتھیلی پہ شریفؔ

اب خدا جانے وہ مٹی ہے کہ سونا ہے میاں

شریف احمد شریف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan

Shareef Ahmad Shareef

kis liye gardish-e-haalat ka rona hai miyan
wo to ho kar hi rahega ki jo hona hai miyan

faisla kar na saki aql ki is duniya mein
aadmi KHud koi quwwat ki khilauna hai miyan

main kisi chiz ko pa kar bhi kabhi KHush na hua
jaanta hun ki har ek chiz ko khona hai miyan

is ka kya zikr ki mahrum-e-samar hain hum log
nasl-e-farda ke liye bij to bona hai miyan

hai to ek chiz qalandar ki hatheli pe 'sharif'
ab KHuda jaane wo miTTi hai ki sona hai miyan

(382) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan written by Shareef Ahmad Shareef at UrduPoint. Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan is one of the masterpieces written by Shareef Ahmad Shareef. You can also find the complete poetry collection of Shareef Ahmad Shareef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Ahmad Shareef' above.

Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Liye Gardish-e-haalat Ka Rona Hai Miyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.