Duniya Shayad Bhul Rahi Hai, Urdu Ghazal By Hariq Kaifi

Duniya Shayad Bhul Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hariq Kaifi. Duniya Shayad Bhul Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Shayad Bhul Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا شاید بھول رہی ہے

شارق کیفی

دنیا شاید بھول رہی ہے

چاہت کچھ اونچا سنتی ہے

جب چادر سر سے اوڑھی ہے

موت سرہانے پر دیکھی ہے

اتنا سچا لگتا ہے وہ

دیکھو تو حیرت ہوتی ہے

قرب کی ساعت تو یاروں کو

چپ کرنے میں گزر جاتی ہے

آؤ گلے مل کر یہ دیکھیں

اب ہم میں کتنی دوری ہے

فیصلے اوروں کے کرتا ہوں

اپنی سزا کٹتی رہتی ہے

یگ بیتے دنیا میں آئے

سوچ وہی مہمانوں سی ہے

چلنا بھی اک عادت ہے بس

ساری تھکن آزادی کی ہے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Shayad Bhul Rahi Hai

Hariq Kaifi

duniya shayad bhul rahi hai
chahat kuchh uncha sunti hai

jab chadar sar se oDhi hai
maut sirhane par dekhi hai

itna sachcha lagta hai wo
dekho to hairat hoti hai

qurb ki saat to yaron ko
chup karne mein guzar jati hai

aao gale mil kar ye dekhen
ab hum mein kitni duri hai

faisle auron ke karta hun
apni saza kaTti rahti hai

yug bite duniya mein aae
soch wahi mehmanon si hai

chalna bhi ek aadat hai bas
sari thakan aazadi ki hai

(318) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Shayad Bhul Rahi Hai written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Duniya Shayad Bhul Rahi Hai is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Duniya Shayad Bhul Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Shayad Bhul Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.