Dusre Hath Ka Dukh, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Dusre Hath Ka Dukh is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Dusre Hath Ka Dukh comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Dusre Hath Ka Dukh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوسرے ہاتھ کا دکھ

شارق کیفی

میں تجھ سے کیوں خفا ہونے لگا قاضی

مری تو روح تو نے پاک کر دی یہ سزا دے کر

کبھی میں سوچتا بھی جرم کو اپنے

تو اب شاید نہ سوچوں گا

ہاں

برا گر مان سکتا ہے

تو میرا دوسرا یہ ہاتھ

جس کا ایک ہی ساتھی تھا اس دنیا میں

جو کہنی سے تو نے کاٹ ڈالا

اور یہ اپنے یار کا غم

کس قدر

اور کس طرح لیتا ہے دل پر

اس کا مجھے کوئی اندازہ نہیں ہے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dusre Hath Ka Dukh

Hariq Kaifi

main tujh se kyun KHafa hone laga qazi
meri to ruh tu ne pak kar di ye saza de kar
kabhi main sochta bhi jurm ko apne
to ab shayad na sochunga
han
bura gar man sakta hai
to mera dusra ye hath
jis ka ek hi sathi tha is duniya mein
jo kuhni se tu ne kaT Dala
aur ye apne yar ka gham
kis qadar
aur kis tarah leta hai dil par
is ka mujhe koi andaza nahin hai

(317) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dusre Hath Ka Dukh written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Dusre Hath Ka Dukh is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Dusre Hath Ka Dukh is a widely read Urdu Nazam. If you like Dusre Hath Ka Dukh, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.