ChhuTTi Ka Din, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

ChhuTTi Ka Din is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. ChhuTTi Ka Din comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read ChhuTTi Ka Din on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھٹی کا دن

شارق کیفی

یہ میری موت پر چھٹی کا دن ہے

کلنڈر پر چھپی یہ آج کی تاریخ

میری موت ہی سے لال ہو سکتی تھی شاید

سویرے تک جو کالی روشنائی سے لکھی تھی

مزہ ہی کچھ الگ ہے ایسی چھٹی کا

اچانک جو ملی ہو

یہ میرا آخری تحفہ ہے اپنے ساتھیوں کو

وگرنہ پیر کا دن

کتنا سر دردی بھرا ہوتا ہے دفتر کا

یہ دنیا جانتی ہے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhuTTi Ka Din

Hariq Kaifi

ye meri maut par chhuTTi ka din hai
calendar par chhapi ye aaj ki tariKH
meri maut hi se lal ho sakti thi shayad
sawere tak jo kali raushnai se likhi thi
maza hi kuchh alag hai aisi chhuTTi ka
achanak jo mili ho
ye mera aaKHiri tohfa hai apne sathiyon ko
wagarna pir ka din
kitna sar-dardi bhara hota hai daftar ka
ye duniya jaanti hai

(304) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChhuTTi Ka Din written by Hariq Kaifi at UrduPoint. ChhuTTi Ka Din is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

ChhuTTi Ka Din is a widely read Urdu Nazam. If you like ChhuTTi Ka Din, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.