Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سرکس میں نوکری کا آخری دن

شارق کیفی

لے چبا یہ سر

جو اب جبڑوں میں ہے تیرے

اگر تو واقعی میں شیر ہے تو

شیر بن کر آج دکھلا دے

مجھے جوکر سمجھتا تھا

ارے میں تو فقط اس پیٹ کی خاطر

ہنسانے کے لیے سب کو

تیرے جبڑوں میں سر دینے سے پہلے بھاگ جاتا تھا

مجھے اس کھیل کی تنخواہ ملتی تھی

یہی کردار سرکس میں مرے حصے میں آیا تھا

مگر میں آج تجھ کو دیکھ لوں گا

دکھا دوں گا زمانے کو کہ بزدل میں نہیں بزدل تو ہے

لے چبا

اب جوکروں سا

منہ کو پھاڑے کیوں کھڑا ہے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din

Hariq Kaifi

le chaba ye sar
jo ab jabDon mein hai tere
agar tu waqai mein sher hai to
sher ban kar aaj dikhla de
mujhe joker samajhta tha
are main to faqat is peT ki KHatir
hansane ke liye sab ko
tere jabDon mein sar dene se pahle bhag jata tha
mujhe is khel ki tanKHwah milti thi
yahi kirdar circus mein mere hisse mein aaya tha
magar main aaj tujh ko dekh lunga
dikha dunga zamane ko ki buzdil main nahin buzdil tu hai
le chaba
ab jokaron sa
munh ko phaDe kyun khaDa hai

(248) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din is a widely read Urdu Nazam. If you like Circus Mein Naukri Ka AaKHiri Din, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.