Jit Gaya Jit Gaya, Urdu Nazam By Hariq Kaifi

Jit Gaya Jit Gaya is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Hariq Kaifi. Jit Gaya Jit Gaya comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Jit Gaya Jit Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیت گیا جیت گیا

شارق کیفی

آؤ

اب ڈھونڈو مجھے

پھسڈی کہہ کے مجھ کو چھیڑنے والو

ہراؤ اب مجھے

ہاں مجھے بھی کھیل لگتا تھا یہ سب کچھ ابتدا میں

مگر یہ بھی تو سوچو

مسلسل ہار کوئی کھیل ہے جو کھیل اس کو مان لیتا میں

کہاں تک ہارتا میں؟

مرے چھپنے کے سب کونے اجاگر ہو گئے تھے

بہت آسان ہوتا جا رہا تھا ڈھونڈنا مجھ کو

مجھے اب جیتنا تھا

کسی قیمت پہ مجھ کو جیتنا تھا

سو میں نے یہ کیا

وہ آہٹ جو مری دشمن رہی تھی آج تک

میں نے اسی کو مار ڈالا

اور جا کر چھپ گیا خود قبر کے تختوں کے پیچھے

منوں مٹی کے نیچے

شارق کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jit Gaya Jit Gaya

Hariq Kaifi

aao
ab DhunDo mujhe
phisaDDi keh ke mujh ko chheDne walo
harao ab mujhe
han mujhe bhi khel lagta tha ye sab kuchh ibtida mein
magar ye bhi to socho
musalsal haar koi khel hai jo khel is ko man leta main
kahan tak haarta main?
mere chhupne ke sab kone ujagar ho gae the
bahut aasan hota ja raha tha DhunDna mujh ko
mujhe ab jitna tha
kisi qimat pe mujh ko jitna tha
so main ne ye kiya
wo aahaT jo meri dushman rahi thi aaj tak
main ne usi ko mar Dala
aur ja kar chhup gaya KHud qabr ke taKHton ke pichhe
manon miTTi ke niche

(386) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jit Gaya Jit Gaya written by Hariq Kaifi at UrduPoint. Jit Gaya Jit Gaya is one of the masterpieces written by Hariq Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Hariq Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hariq Kaifi' above.

Jit Gaya Jit Gaya is a widely read Urdu Nazam. If you like Jit Gaya Jit Gaya, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.