Dosti Mein Fasle Hote Nahin, Urdu Ghazal By Sharmaa Taseer

Dosti Mein Fasle Hote Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sharmaa Taseer. Dosti Mein Fasle Hote Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Mein Fasle Hote Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی میں فاصلے ہوتے نہیں

شرما تاثیر

دوستی میں فاصلے ہوتے نہیں

پیار میں یہ تجزیے ہوتے نہیں

کیا ضروری ہے کہ وہ مجرم بھی ہوں

جن کے حق میں فیصلے ہوتے نہیں

سوچ کر تم یہ تعلق توڑتے

ٹوٹ کر پتے ہرے ہوتے نہیں

روشنی ہوتی نہیں اس بزم میں

جس میں شامل دل جلے ہوتے نہیں

معرکے سر ہوتے ہیں جن کے طفیل

ان کے اکثر تذکرے ہوتے نہیں

اپنے تو اپنے ہی ہوتے ہیں فقط

اپنوں میں اچھے برے ہوتے نہیں

ان کا ڈر جاتا نہیں تاثیر کیوں

ہاں وہی جو حادثے ہوتے نہیں

شرما تاثیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Mein Fasle Hote Nahin

Sharmaa Taseer

dosti mein fasle hote nahin
pyar mein ye tajziye hote nahin

kya zaruri hai ki wo mujrim bhi hon
jin ke haq mein faisle hote nahin

soch kar tum ye talluq toDte
TuT kar patte hare hote nahin

raushni hoti nahin us bazm mein
jis mein shamil-e-dil jale hote nahin

marke sar hote hain jin ke tufail
un ke akasr tazkire hote nahin

apne to apne hi hote hain faqat
apnon mein achchhe bure hote nahin

un ka Dar jata nahin tasir kyun
han wahi jo hadse hote nahin

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Mein Fasle Hote Nahin written by Sharmaa Taseer at UrduPoint. Dosti Mein Fasle Hote Nahin is one of the masterpieces written by Sharmaa Taseer. You can also find the complete poetry collection of Sharmaa Taseer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sharmaa Taseer' above.

Dosti Mein Fasle Hote Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Mein Fasle Hote Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.