Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai, Urdu Ghazal By Shaukat Hashmi

Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Hashmi. Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اذان فجر کے آہنگ میں محو سخن ہے

شوکت ہاشمی

اذان فجر کے آہنگ میں محو سخن ہے

کوئی مجھ سے خدا کے رنگ میں محو سخن ہے

سواد شہر میں اتری ہوئی ہے شام گریہ

ہوا تو لہجۂ گل رنگ میں محو سخن ہے

میں لب بستہ کھڑا ہوں بے سماعت تو نہیں ہوں

سمے مجھ سے زبان سنگ میں محو سخن ہے

غزل سے میں نئی فرہنگ میں محو سخن ہوں

غزل مجھ سے نئی فرہنگ میں محو سخن ہے

مرے اندر پیمبر امن کا رہتا ہے شوکتؔ

وہی دنیا کے شور جنگ میں محو سخن ہے

شوکت ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai

Shaukat Hashmi

azan-e-fajr ke aahang mein mahw-e-suKHan hai
koi mujh se KHuda ke rang mein mahw-e-suKHan hai

sawad-e-shahr mein utri hui hai sham-e-girya
hawa to lahja-e-gul-rang mein mahw-e-suKHan hai

main lab-basta khaDa hun be-samaat to nahin hun
samay mujh se zaban-e-sang mein mahw-e-suKHan hai

ghazal se main nai farhang mein mahw-e-suKHan hun
ghazal mujh se nai farhang mein mahw-e-suKHan hai

mere andar payambar amn ka rahta hai 'shaukat'
wahi duniya ke shor-e-jang mein mahw-e-suKHan hai

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai written by Shaukat Hashmi at UrduPoint. Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai is one of the masterpieces written by Shaukat Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Hashmi' above.

Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Azan-e-fajr Ke Aahang Mein Mahw-e-suKHan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.