Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai, Urdu Ghazal By Shaukat Wasti

Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaukat Wasti. Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

امیر سے ہے تعلق نہ یہ غریب سے ہے

شوکت واسطی

امیر سے ہے تعلق نہ یہ غریب سے ہے

سکون قلب میسر مگر نصیب سے ہے

ہمارے ساتھ یہی رابطہ خلوص سے تھا

ہمارے دوست کا جو آج کل رقیب سے ہے

یہ عمر بھر کے رقیبوں سے بد ظنی میری

مشاہدے کی بنا پر ہے جو قریب سے ہے

یہ زندگی تو ہو معلوم الف لیلیٰ کا

اک اقتباس کسی قصۂ عجیب سے ہے

ستم زمانے کا فی الوقت زیر بحث نہیں

ہمارا روئے سخن شوکتؔ اک حبیب سے ہے

شوکت واسطی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai

Shaukat Wasti

amir se hai talluq na ye gharib se hai
sukun-e-qalb mayassar magar nasib se hai

hamare sath yahi rabta KHulus se tha
hamare dost ka jo aaj-kal raqib se hai

ye umr bhar ke raqibon se bad-zani meri
mushahide ki bina par hai jo qarib se hai

ye zindagi to ho malum alf-laila ka
ek iqtibas kisi qissa-e-ajib se hai

sitam zamane ka fil-waqt zer-e-bahs nahin
hamara ru-e-suKHan 'shaukat' ek habib se hai

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai written by Shaukat Wasti at UrduPoint. Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai is one of the masterpieces written by Shaukat Wasti. You can also find the complete poetry collection of Shaukat Wasti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaukat Wasti' above.

Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Amir Se Hai Talluq Na Ye Gharib Se Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.