Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle, Urdu Ghazal By Shauq Bijnori

Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shauq Bijnori. Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صنم کے صنم تھے پتھر ہماری تاب نظر سے پہلے

شوق بجنوری

صنم کے صنم تھے پتھر ہماری تاب نظر سے پہلے

جبیں میں سجدے تڑپ رہے تھے نہ جانے کیوں سنگ در سے پہلے

تو راہزن تو نہیں ہے پوچھوں میں کس طرح ہم سفر سے پہلے

سوال ایسا کیا نہیں ہے کسی نے بھی راہبر سے پہلے

عجیب راہ عدم ہے پر ختم ہر ایک راہی کو ہے یہی غم

یہ راز کھلتا نہیں کسی پر جہاں میں عزم سفر سے پہلے

یہ تیر ایسا لگا ہے دل پر کہ دل مزہ اس کا جانتا ہے

میں لذت غم سے بے خبر تھا تمہاری ترچھی نظر سے پہلے

یہ آرزو ہے رہے وہ قائم کہ چارہ سازی کا اب نہیں غم

خلش جو محسوس کر رہا تھا جگر میں درد جگر سے پہلے

یہ آدمی ہی بنائے شر ہے جو اپنی ہستی سے بے خبر ہے

گناہ کا نام تک کہاں تھا وجود نوع بشر سے پہلے

میں ظلمتوں میں بھی دیکھتا تھا سیاہ بختی کا اپنی عالم

مری نظر معتبر کہاں تھی ورود شمس و قمر سے پہلے

شوق بجنوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle

Shauq Bijnori

sanam ke sanam the patthar hamari tab-e-nazar se pahle
jabin mein sajde taDap rahe the na jaane kyun sang-e-dar se pahle

tu rahzan to nahin hai puchhun main kis tarah ham-safar se pahle
sawal aisa kiya nahin hai kisi ne bhi rahbar se pahle

ajib rah-e-adam hai par KHatm har ek rahi ko hai yahi gham
ye raaz khulta nahin kisi par jahan mein azm-e-safar se pahle

ye tir aisa laga hai dil par ki dil maza us ka jaanta hai
main lazzat-e-gham se be-KHabar tha tumhaari tirchhi nazar se pahle

ye aarzu hai rahe wo qaem ki chaarasazi ka ab nahin gham
KHalish jo mahsus kar raha tha jigar main dard-e-jigar se pahle

ye aadmi hi bina-e-shar hai jo apni hasti se be-KHabar hai
gunah ka nam tak kahan tha wajud-e-nau-e-bashar se pahle

main zulmaton mein bhi dekhta tha siyah-baKHti ka apni aalam
meri nazar-e-motabar kahan thi drud-e-shms-o-qamar se pahle

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle written by Shauq Bijnori at UrduPoint. Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle is one of the masterpieces written by Shauq Bijnori. You can also find the complete poetry collection of Shauq Bijnori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shauq Bijnori' above.

Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sanam Ke Sanam The Patthar Hamari Tab-e-nazar Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.