Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein, Urdu Ghazal By Shauq Moradabadi

Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shauq Moradabadi. Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جہاں کھنچ رہے ہیں کسی کے اثر میں

شوق مرادابادی

جہاں کھنچ رہے ہیں کسی کے اثر میں

نہ جانے ہے کتنا فسوں اس نظر میں

تری جستجو ہی مری زندگی ہے

مرے نقش پا میں ہر اک رہ گزر میں

مری راہ منزل نے کیوں روک لی ہے

ابھی لطف آنے لگا تھا سفر میں

زمیں بن گئی آسماں بن گئے ہیں

خدا جانے کیا خوبیاں ہیں بشر میں

اسے دہر فانی سے پھر کیا تعلق

مقدر جسے لائے تیری نظر میں

رہا دین کا اور نہ دنیا کا آخر

الجھتا رہا جو اگر میں مگر میں

وہ ظاہر سے ہی دیکھ لیتا ہے باطن

یہ خوبی فقط شوقؔ ہے دیدہ ور میں

شوق مرادابادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein

Shauq Moradabadi

jahan khinch rahe hain kisi ke asar mein
na jaane hai kitna fusun us nazar mein

teri justuju hi meri zindagi hai
mere naqsh-e-pa mein har ek rahguzar mein

meri rah manzil ne kyun rok li hai
abhi lutf aane laga tha safar mein

zamin ban gai aasman ban gae hain
KHuda jaane kya KHubiyan hain bashar mein

use dahr-e-fani se phir kya talluq
muqaddar jise lae teri nazar mein

raha din ka aur na duniya ka aaKHir
ulajhta raha jo agar mein magar mein

wo zahir se hi dekh leta hai baatin
ye KHubi faqat 'shauq' hai dida-war mein

(452) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein written by Shauq Moradabadi at UrduPoint. Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein is one of the masterpieces written by Shauq Moradabadi. You can also find the complete poetry collection of Shauq Moradabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shauq Moradabadi' above.

Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jahan Khinch Rahe Hain Kisi Ke Asar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.