Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb, Urdu Ghazal By Shayan Quraishi

Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shayan Quraishi. Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر کہنے کو جاری ہے مگر عزم سفر غائب

شایان قریشی

سفر کہنے کو جاری ہے مگر عزم سفر غائب

یہ ایسا ہے کہ جیسے گھر سے ہوں دیوار و در غائب

ہزاروں مشکلیں آئیں وفا کی راہ میں مجھ پر

کبھی منزل ہوئی اوجھل کبھی راہ سفر غائب

عجب منظر یہ دیکھا ہے خرد والوں کی بستی میں

یہاں سر تو سلامت تھے مگر فکر و نظر غائب

حسیں موسم نے نظریں پھیر لیں اپنے تغافل پر

ہوئے رفتار دنیا کے سبب شام و سحر غائب

پرندو لوٹ کر آنا ذرا جلدی اڑانوں سے

نہ ہو جائیں کہیں آنگن سے یہ بوڑھے شجر غائب

یہ کس کی سرخئ رخ شام کے چہرے پہ اتری ہے

کہ جس کے رنگ میں مل کر ہوئے زخم جگر غائب

کمی پہلے ہی تھی شایان اہل ظرف کی لیکن

نظر سے ہو رہے ہیں آج کل اہل نظر غائب

شایان قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb

Shayan Quraishi

safar kahne ko jari hai magar azm-e-safar ghaeb
ye aisa hai ki jaise ghar se hon diwar-o-dar ghaeb

hazaron mushkilen aain wafa ki rah mein mujh par
kabhi manzil hui ojhal kabhi rah-e-safar ghaeb

ajab manzar ye dekha hai KHirad walon ki basti mein
yahan sar to salamat the magar fikr-o-nazar ghaeb

hasin mausam ne nazren pher lin apne taghaful par
hue raftar-e-duniya ke sabab sham-o-sahar ghaeb

parindo lauT kar aana zara jaldi uDanon se
na ho jaen kahin aangan se ye buDhe shajar ghaeb

ye kis ki surKHi-e-ruKH sham ke chehre pe utri hai
ki jis ke rang mein mil kar hue zaKHm-e-jigar ghaeb

kami pahle hi thi shayan ahl-e-zarf ki lekin
nazar se ho rahe hain aaj kal ahl-e-nazar ghaeb

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb written by Shayan Quraishi at UrduPoint. Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb is one of the masterpieces written by Shayan Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Shayan Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shayan Quraishi' above.

Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Kahne Ko Jari Hai Magar Azm-e-safar Ghaeb, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.