Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai, Urdu Ghazal By Shayan Quraishi

Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shayan Quraishi. Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام کے ڈھلتے سورج نے یہ بات مجھے سمجھائی ہے

شایان قریشی

شام کے ڈھلتے سورج نے یہ بات مجھے سمجھائی ہے

تاریکی میں دیکھ سکوں تو آنکھوں میں بینائی ہے

احساسات کی تہہ تک جانا کتنا مشکل ہوتا ہے

ذہن و دل میں جتنا اترو اتنی ہی گہرائی ہے

رشتے ناطے باہر سے تو جسم کو گھیرے بیٹھے ہیں

روح کے اندر جھانک کے دیکھو میلوں تک تنہائی ہے

لفظوں نے ہی نشتر بن کے دل کو گہرے زخم دیئے

لفظوں نے ہی زخم دل کو ٹھنڈک بھی پہنچائی ہے

پیٹھ پہ کرتا وار تو شاید میں صدمے سے مر جاتا

میں تو خوش ہوں میں نے اس سے چوٹ جگر پہ کھائی ہے

کمروں کے بٹوارے میں اک کمرا زائد جانے دو

لیکن یہ احساس بچا لو اپنا ہی تو بھائی ہے

دیپ جلا کر دنیا والے اس تیلی کو بھول گئے

لیکن سچ ہے دیپک روشن کرتی دیا سلائی ہے

مجذوبوں کے کھیل سمجھنا سب کے بس کی بات نہیں

پہلے زخم ادھیڑ کے جانا پھر اس کی ترپائی ہے

راتیں اپنی روشن کر لو اشکوں سے شایانؔ ابھی

وقت سے پہلے اپنے سفر کی تیاری دانائی ہے

شایان قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai

Shayan Quraishi

sham ke Dhalte suraj ne ye baat mujhe samjhai hai
tariki mein dekh sakun to aankhon mein binai hai

ehsasat ki tah tak jaana kitna mushkil hota hai
zehn-o-dil mein jitna utro utni hi gahrai hai

rishte-nate bahar se to jism ko ghere baiThe hain
ruh ke andar jhank ke dekho milon tak tanhai hai

lafzon ne hi nashtar ban ke dil ko gahre zaKHm diye
lafzon ne hi zaKHm-e-dil ko ThanDak bhi pahunchai hai

piTh pe karta war to shayad mein sadme se mar jata
main to KHush hun main ne us se choT jigar pe khai hai

kamron ke baTware mein ek kamra zaid jaane do
lekin ye ehsas bacha lo apna hi to bhai hai

dip jala kar duniya wale is tili ko bhul gae
lekin sach hai dipak raushan karti diya-salai hai

majzubon ke khel samajhna sab ke bas ki baat nahin
pahle zaKHm udheD ke jaana phir us ki turpai hai

raaten apni raushan kar lo ashkon se 'shayan' abhi
waqt se pahle apne safar ki tayyari danai hai

(1128) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai written by Shayan Quraishi at UrduPoint. Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai is one of the masterpieces written by Shayan Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Shayan Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shayan Quraishi' above.

Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham Ke Dhalte Suraj Ne Ye Baat Mujhe Samjhai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.