Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai, Urdu Ghazal By Sher Afzal Jafri

Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Afzal Jafri. Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب سوز دعا میں ڈھلتا ہے

شیر افضل جعفری

جب سوز دعا میں ڈھلتا ہے

ہونٹوں پہ دیپک جلتا ہے

مسجد کی زمیں پہ سرو دعا

آہوں کی لو میں پھلتا ہے

اک سجدہ دل کے ماتھے پر

ہر پچھلی رات مچلتا ہے

پلکوں پہ لرزتے اشکوں سے

درویش کا روپ اجلتا ہے

غصے کو پی کے رند رضا

نشے میں پھول اگلتا ہے

خواہش کے خوں کی برکھا سے

کردار کا بوٹا پلتا ہے

اللہ سے آنکھ لڑانے پہ

شیطاں کو انساں کھلتا ہے

شیر افضل جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai

Sher Afzal Jafri

jab soz dua mein Dhalta hai
honTon pe dipak jalta hai

masjid ki zamin pe sarw-e-dua
aahon ki lu mein phalta hai

ek sajda dil ke mathe par
har pichhli raat machalta hai

palkon pe larazte ashkon se
darwesh ka rup ujalta hai

ghusse ko pi ke rind raza
nashshe mein phul ugalta hai

KHwahish ke KHun ki barkha se
kirdar ka buTa palta hai

allah se aankh laDane pe
shaitan ko insan khalta hai

(426) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai written by Sher Afzal Jafri at UrduPoint. Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai is one of the masterpieces written by Sher Afzal Jafri. You can also find the complete poetry collection of Sher Afzal Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Afzal Jafri' above.

Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Soz Dua Mein Dhalta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.