Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai, Urdu Ghazal By Sher Afzal Jafri

Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sher Afzal Jafri. Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت آفاق کے جنگل کا جواں چیتا ہے

شیر افضل جعفری

وقت آفاق کے جنگل کا جواں چیتا ہے

میری دنیا کے غزالوں کا لہو پیتا ہے

عشق نے مر کے سوئمبر میں اسے جیتا ہے

دل سری رام ہے دلبر کی رضا سیتا ہے

اب بھی گھنشیام ہے اس دشت کا بوٹا بوٹا

برگ نے آج بھی انساں کے لیے گیتا ہے

جگمگاتی رہی اشکوں سے شب تار حیات

دیپ مالا کی طرح دور الم بیتا ہے

کوئی لہکا جو سر دار تو یزداں نے کہا

ابن آدم نے مہ و سال کا رن جیتا ہے

تجھے سجدوں کے عوض مل نہ سکی روح بشر

ہم نے سر دے کے خدائی کا بھرم جیتا ہے

شیر افضل جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai

Sher Afzal Jafri

waqt aafaq ke jangal ka jawan chita hai
meri duniya ke ghazalon ka lahu pita hai

ishq ne mar ke swayamwar mein use jita hai
dil siri-ram hai dilbar ki raza sita hai

ab bhi ghanshyam hai is dasht ka buTa buTa
barg ne aaj bhi insan ke liye gita hai

jagmagati rahi ashkon se shab-e-tar-e-hayat
dip-mala ki tarah daur-e-alam bita hai

koi lahka jo sar-e-dar to yazdan ne kaha
ibn-e-adam ne mah-o-sal ka ran jita hai

tujhe sajdon ke ewaz mil na saki ruh-e-bashar
hum ne sar de ke KHudai ka bharam jita hai

(640) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai written by Sher Afzal Jafri at UrduPoint. Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai is one of the masterpieces written by Sher Afzal Jafri. You can also find the complete poetry collection of Sher Afzal Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sher Afzal Jafri' above.

Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.