Raushni Se Haar Kar, Urdu Ghazal By Shiraz Ali

Raushni Se Haar Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiraz Ali. Raushni Se Haar Kar comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Raushni Se Haar Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روشنی سے ہار کر

شیراز علی

روشنی سے ہار کر

تیرگی سے پیار کر

ہاتھ ہاتھوں سے ملا

پیٹھ پیچھے وار کر

ضدی بچہ سو گیا

اپنی خواہش مار کر

سوچ کا چشمہ لگا

دیر تک دیدار کر

کس نے بولا درد لے

کس نے بولا پیار کر

زہر پی اور ہو امر

ڈوب جا اور پار کر

عشق کی بازی لگا

جیت جا سب ہار کر

خامشی کا قفل توڑ

لب ہلا اظہار کر

جرم الفت مان لے

مسکرا اقرار کر

شاعری کا شوق ہے

شاعروں سے پیار کر

شیراز علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raushni Se Haar Kar

Shiraz Ali

raushni se haar kar
tirgi se pyar kar

hath hathon se mila
piTh pichhe war kar

ziddi bachcha so gaya
apni KHwahish mar kar

soch ka chashma laga
der tak didar kar

kis ne bola dard le
kis ne bola pyar kar

zahr pi aur ho amar
Dub ja aur par kar

ishq ki bazi laga
jit ja sab haar kar

KHamushi ka qufl toD
lab hila izhaar kar

jurm-e-ulfat man le
muskura iqrar kar

shairi ka shauq hai
shairon se pyar kar

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raushni Se Haar Kar written by Shiraz Ali at UrduPoint. Raushni Se Haar Kar is one of the masterpieces written by Shiraz Ali. You can also find the complete poetry collection of Shiraz Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiraz Ali' above.

Raushni Se Haar Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raushni Se Haar Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.