KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna, Urdu Ghazal By Shiv Om Mishra Anwar

KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shiv Om Mishra Anwar. KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کے آگے جب فریاد رکھنا

شیواوم مشرا انور

خدا کے آگے جب فریاد رکھنا

دعاؤں میں ہمیں بھی یاد رکھنا

ہمیں کو سوچنا راتوں میں اکثر

حویلی یاد کی آباد رکھنا

کوئی مشکل اگر ہو شاعری میں

تو پھر عثمان سا استاد رکھنا

گواہی ایک ہو خالی خدا کی

کسی کاسے میں جب امداد رکھنا

سبق پڑھنا اگر ہوں زندگی کے

ہمیشہ وقت کو استاد رکھنا

چلے ہو تم یہ کیا ایجاد کرنے

کوئی آساں نہیں بنیاد رکھنا

شیواوم مشرا انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna

Shiv Om Mishra Anwar

KHuda ke aage jab fariyaad rakhna
duaon mein hamein bhi yaad rakhna

hamin ko sochna raaton mein aksar
haweli yaad ki aabaad rakhna

koi mushkil agar ho shairi mein
to phir usman sa ustad rakhna

gawahi ek ho KHali KHuda ki
kisi kase mein jab imdad rakhna

sabaq paDhna agar hon zindagi ke
hamesha waqt ko ustad rakhna

chale ho tum ye kya ijad karne
koi aasan nahin buniyaad rakhna

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna written by Shiv Om Mishra Anwar at UrduPoint. KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna is one of the masterpieces written by Shiv Om Mishra Anwar. You can also find the complete poetry collection of Shiv Om Mishra Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shiv Om Mishra Anwar' above.

KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ke Aage Jab Fariyaad Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.