Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain, Urdu Ghazal By Shuoor Khedwala

Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shuoor Khedwala. Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

طفل کو سلانا ہے تھپکیاں سمجھتی ہیں

شعور کھیڑوالا

طفل کو سلانا ہے تھپکیاں سمجھتی ہیں

فکر ساری ماؤں کی لوریاں سمجھتی ہیں

آب و تاب رکھتے ہیں لوگ بھی سمندر بھی

کون کتنا گہرا ہے ڈبکیاں سمجھتی ہیں

صبح صبح جاتی ہیں روٹیاں کمانے کو

باپ کی جو حالت ہے بیٹیاں سمجھتی ہیں

وہ بھی ظلم سہتی ہیں وہ بھی ٹوٹ جاتی ہیں

درد ایک عورت کا چوڑیاں سمجھتی ہیں

جب شعورؔ دلبر کا انتظار کرتا ہے

اس کی بے قراری کو کھڑکیاں سمجھتی ہیں

شعور کھیڑوالا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain

Shuoor Khedwala

tifl ko sulana hai thapkiyan samajhti hain
fikr sari maon ki loriyan samajhti hain

aab-o-tab rakhte hain log bhi samundar bhi
kaun kitna gahra hai Dubkiyan samajhti hain

subh subh jati hain roTiyan kamane ko
bap ki jo haalat hai beTiyan samajhti hain

wo bhi zulm sahti hain wo bhi TuT jati hain
dard ek aurat ka chuDiyan samajhti hain

jab 'shuur' dilbar ka intizar karta hai
us ki be-qarari ko khiDkiyan samajhti hain

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain written by Shuoor Khedwala at UrduPoint. Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain is one of the masterpieces written by Shuoor Khedwala. You can also find the complete poetry collection of Shuoor Khedwala by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shuoor Khedwala' above.

Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tifl Ko Sulana Hai Thapkiyan Samajhti Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.