Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin, Urdu Ghazal By Sibt Ali Saba

Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sibt Ali Saba. Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زرد چہروں سے نکلتی روشنی اچھی نہیں

سبط علی صبا

زرد چہروں سے نکلتی روشنی اچھی نہیں

شہر کی گلیوں میں اب آوارگی اچھی نہیں

زندہ رہنا ہے تو ہر بہروپئے کے ساتھ چل

مکر کی تیرہ فضا میں سادگی اچھی نہیں

کس نے اذن قتل دے کر سادگی سے کہہ دیا

آدمی کی آدمی سے دشمنی اچھی نہیں

جب مرے بچے مرے وارث ہیں ان کے جسم میں

سوچتا ہوں حدت خوں کی کمی اچھی نہیں

گوش بر آواز ہیں کمرے کی دیواریں صباؔ

تخلیئے میں خود سے اچھی بات بھی اچھی نہیں

سبط علی صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin

Sibt Ali Saba

zard chehron se nikalti raushni achchhi nahin
shahr ki galiyon mein ab aawargi achchhi nahin

zinda rahna hai to har bahrupiye ke sath chal
makr ki tira-faza mein sadgi achchhi nahin

kis ne izn-e-qatl de kar sadgi se kah diya
aadmi ki aadmi se dushmani achchhi nahin

jab mere bachche mere waris hain un ke jism mein
sochta hun hiddat-e-KHun ki kami achchhi nahin

gosh-bar-awaz hain kamre ki diwaren 'saba'
taKHliye mein KHud se achchhi baat bhi achchhi nahin

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin written by Sibt Ali Saba at UrduPoint. Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin is one of the masterpieces written by Sibt Ali Saba. You can also find the complete poetry collection of Sibt Ali Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sibt Ali Saba' above.

Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zard Chehron Se Nikalti Raushni Achchhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.