Mohabbat Ye Adhuri Hai, Urdu Nazam By Siya Sachdev

Mohabbat Ye Adhuri Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Siya Sachdev. Mohabbat Ye Adhuri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mohabbat Ye Adhuri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت یہ ادھوری ہے

سیا سچدیو

وہ اک دیوانہ سا لڑکا

کسی سے پیار کر بیٹھا

نہیں سوچا کبھی اس نے

کسی کی وہ امانت ہے

کسی کے گھر کی عزت ہے

سمجھتا کیوں نہیں ہے وہ

نہیں ممکن یہ چاہت ہے

یہ رسموں سے بغاوت ہے

وہ اپنا دل دکھاتا ہے

اسے پہروں مناتا ہے

پرستش اس کی کرتا ہے

اسی کو پیار کرتا ہے

اسی کو سوچتا ہے کیوں

اسی کو چاہتا ہے کیوں

وہ یہ کرتا ہے نادانی

کسی کی اس نے کب مانی

وہ جس کا پاک داماں ہے

پریشاں ہے وہ حیراں ہے

وہ بے بس کہہ نہیں پاتی

ترا دکھ سہہ نہیں پاتی

کسی کی راہ میں کانٹے

کبھی وہ بو نہیں سکتی

بس اتنا تم سمجھ لینا

وہ تیری ہو نہیں سکتی

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ye Adhuri Hai

Siya Sachdev

wo ek diwana sa laDka
kisi se pyar kar baiTha
nahin socha kabhi us ne
kisi ki wo amanat hai
kisi ke ghar ki izzat hai
samajhta kyun nahin hai wo
nahin mumkin ye chahat hai
ye rasmon se baghawat hai
wo apna dil dukhata hai
use pahron manata hai
parastish us ki karta hai
usi ko pyar karta hai
usi ko sochta hai kyun
usi ko chahta hai kyun
wo ye karta hai nadani
kisi ki us ne kab mani
wo jis ka pak daman hai
pareshan hai wo hairan hai
wo bebas kah nahin pati
tera dukh sah nahin pati
kisi ki rah mein kanTe
kabhi wo bo nahin sakti
bas itna tum samajh lena
wo teri ho nahin sakti

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ye Adhuri Hai written by Siya Sachdev at UrduPoint. Mohabbat Ye Adhuri Hai is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Mohabbat Ye Adhuri Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Mohabbat Ye Adhuri Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.