PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai, Urdu Ghazal By Sohail Ahmed Zaidi

PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Ahmed Zaidi. PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پیڑ اونچا ہے مگر زیر زمیں کتنا ہے

سہیل احمد زیدی

پیڑ اونچا ہے مگر زیر زمیں کتنا ہے

لب پہ ہے نام خدا دل میں یقیں کتنا ہے

ہم نے تو موند لیں آنکھیں ہی تری دید کے بعد

بوالہوس جانتے ہیں کوئی حسیں کتنا ہے

دیکھتا ہے وہ مجھے لطف سے گاہے گاہے

آنکتا ہے کہ غنی خاک نشیں کتنا ہے

ایک تخئیل کے جنگل پہ تصرف تھا پہ اب

یہ علاقہ بھی مرے زیر نگیں کتنا ہے

تم نے کس شخص کی تصویر بنائی ہے سہیلؔ

رنگ کتنا ہے کہیں اور کہیں کتنا ہے

سہیل احمد زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai

Sohail Ahmed Zaidi

peD uncha hai magar zer-e-zamin kitna hai
lab pe hai nam-e-KHuda dil mein yaqin kitna hai

hum ne to mund lin aankhen hi teri did ke baad
bul-hawas jaante hain koi hasin kitna hai

dekhta hai wo mujhe lutf se gahe gahe
aankta hai ki ghani KHak-nashin kitna hai

ek taKHil ke jangal pe tasarruf tha pa ab
ye ilaqa bhi mere zer-e-nagin kitna hai

tum ne kis shaKHs ki taswir banai hai 'suhail'
rang kitna hai kahin aur kahin kitna hai

(391) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai written by Sohail Ahmed Zaidi at UrduPoint. PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai is one of the masterpieces written by Sohail Ahmed Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Sohail Ahmed Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Ahmed Zaidi' above.

PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like PeD Uncha Hai Magar Zer-e-zamin Kitna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.