Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain, Urdu Ghazal By Sohail Azad

Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Azad. Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا ہوا کیوں یہ سہانی بستیاں بیمار ہیں

سہیل آزاد

کیا ہوا کیوں یہ سہانی بستیاں بیمار ہیں

کیوں یہ دل کے شہر یہ آبادیاں بیمار ہیں

ایک مدت سے چمن میں جانے پر بستہ ہیں کیوں

گل ہی کچھ بے کیف ہیں یا تتلیاں بیمار ہیں

یا کثافت ہے ہوائے تازہ کی تاثیر میں

یا ہمارے گھر کے در اور کھڑکیاں بیمار ہیں

ٹھہر اے شور بہاراں تھم ذرا ہنگام شوق

ایک مدت سے ترے شیدا یہاں بیمار ہیں

کیا پڑھے آیات کامل بے بصر ہے چشم دل

کیا لکھیں گی اسم اعظم انگلیاں بیمار ہیں

سہیل آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain

Sohail Azad

kya hua kyon ye suhani bastiyan bimar hain
kyon ye dil ke shahr ye aabaadiyan bimar hain

ek muddat se chaman mein jaane par-basta hain kyon
gul hi kuchh be-kaif hain ya titliyan bimar hain

ya kasafat hai hawa-e-taza ki tasir mein
ya hamare ghar ke dar aur khiDkiyan bimar hain

Thahr ai shor-e-bahaaran tham zara hangam-e-shauq
ek muddat se tere shaida yahan bimar hain

kya paDhe aayat-e-kaamil be-basar hai chashm-e-dil
kya likhengi ism-e-azam ungliyan bimar hain

(541) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain written by Sohail Azad at UrduPoint. Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain is one of the masterpieces written by Sohail Azad. You can also find the complete poetry collection of Sohail Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Azad' above.

Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Hua Kyon Ye Suhani Bastiyan Bimar Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.