Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri, Urdu Ghazal By Sohail Shad

Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Shad. Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھپی کہاں ہے کسی سے بھی کوئی بات مری

سہیل شاد

چھپی کہاں ہے کسی سے بھی کوئی بات مری

کھلی کتاب کے مانند ہے حیات مری

وہ شخص مجھ میں خلا ڈھونڈتے نہیں تھکتا

میں جس میں ڈھونڈھتا رہتا ہوں کائنات مری

سخن وری کی یہاں دھن سوار ہے سب پر

سکوں سے کون سنے گا یہاں پہ بات مری

میں اس کی سمت بڑھا اور اتنی تیز بڑھا

کہ پیچھے رہ گئی جلدی میں ذات پات مری

سہیل شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri

Sohail Shad

chhupi kahan hai kisi se bhi koi baat meri
khuli kitab ke manind hai hayat meri

wo shaKHs mujh mein KHala DhunDte nahin thakta
main jis mein DhunDhta rahta hun kaenat meri

suKHan-wari ki yahan dhun sawar hai sab par
sukun se kaun sunega yahan pe baat meri

main us ki samt baDha aur itni tez baDha
ki pichhe rah gai jaldi mein zat-pat meri

(161) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri written by Sohail Shad at UrduPoint. Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri is one of the masterpieces written by Sohail Shad. You can also find the complete poetry collection of Sohail Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Shad' above.

Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chhupi Kahan Hai Kisi Se Bhi Koi Baat Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.