Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe, Urdu Ghazal By Sohail Shad

Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sohail Shad. Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک بجھے دل سے جہاں میں روشنی کرتے رہے

سہیل شاد

اک بجھے دل سے جہاں میں روشنی کرتے رہے

زندگی بھر زندگی کو زندگی کرتے رہے

تھی کہاں ہمت کسی میں کر دے ہم کو غم زدہ

یہ کرم تو زندگی بھر آپ ہی کرتے رہے

لوٹ کر سویا ہوا تھا جو ہمارا سارا گھر

ہم اسی کے گھر کے باہر چوکسی کرتے رہے

مجھ کو دکھ دینے کا ذمہ تھا مرے اپنوں کا پر

وقت پڑنے پر یہ خدمت غیر بھی کرتے رہے

سہیل شاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe

Sohail Shad

ek bujhe dil se jahan mein raushni karte rahe
zindagi-bhar zindagi ko zindagi karte rahe

thi kahan himmat kisi mein kar de hum ko gham-zada
ye karam to zindagi-bhar aap hi karte rahe

luT kar soya hua tha jo hamara sara ghar
hum usi ke ghar ke bahar chaukasi karte rahe

mujh ko dukh dene ka zimma tha mere apnon ka par
waqt paDne par ye KHidmat ghair bhi karte rahe

(217) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe written by Sohail Shad at UrduPoint. Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe is one of the masterpieces written by Sohail Shad. You can also find the complete poetry collection of Sohail Shad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sohail Shad' above.

Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Bujhe Dil Se Jahan Mein Raushni Karte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.