Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt, Urdu Ghazal By Subhash Pathak Ziya

Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Subhash Pathak Ziya. Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وصل کی سانس اکھڑنے کا وقت

سبھاش پاٹھک ضیا

وصل کی سانس اکھڑنے کا وقت

ہائے وہ وقت بچھڑنے کا وقت

ہجر کے نام کی انگوٹھی میں

یاد کے ہیرے کو جڑنے کا وقت

تتلیاں دور ہوئیں پھولوں سے

آ گیا باغ اجڑنے کا وقت

تنگئ وقت ہے آ پیار کریں

وقت فرصت رکھیں لڑنے کا وقت

اس کی یادوں سے نکلنا ہے ضیاؔ

ہے نئے عشق میں پڑنے کا وقت

سبھاش پاٹھک ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt

Subhash Pathak Ziya

wasl ki sans ukhaDne ka waqt
hae wo waqt bichhaDne ka waqt

hijr ke nam ki anguThi mein
yaad ke hire ko jaDne ka waqt

titliyan dur huin phulon se
aa gaya bagh ujaDne ka waqt

tangi-e-waqt hai aa pyar karen
waqt-e-fursat rakhen laDne ka waqt

us ki yaadon se nikalna hai 'ziya'
hai nae ishq mein paDne ka waqt

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt written by Subhash Pathak Ziya at UrduPoint. Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt is one of the masterpieces written by Subhash Pathak Ziya. You can also find the complete poetry collection of Subhash Pathak Ziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Subhash Pathak Ziya' above.

Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wasl Ki Sans UkhaDne Ka Waqt, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.