Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya, Urdu Ghazal By Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi

Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi. Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سر راہ کوئی مجھے ملا کہ نقاب رخ سے اٹھا دیا

صوفی محمد تنویر ساجد نقشبندی

سر راہ کوئی مجھے ملا کہ نقاب رخ سے اٹھا دیا

اک عجیب شعلۂ حسن تھا دل و جاں میں آگ لگا دیا

وہ تڑپتا مجھ کو یوں چھوڑ کر مجھے حیرتوں میں وہ ڈال کر

وہ کدھر سے آیا کہاں گیا نہ تو نام اور نہ پتا دیا

ہے رگوں میں خون یا آگ ہے یہ عجیب طرح کی لاگ ہے

وہ زباں پہ عشق کا راگ ہے کہ جو ساز دل نے سکھا دیا

مرے دل کا جل گیا آشیاں مری چشم نم ہے دھواں دھواں

اسے ڈھونڈھتا ہوں یہاں وہاں مرے دل کو جس نے جلا دیا

شب و روز اس کا حضور ہے جو سراپا نور ہی نور ہے

اک عجیب کیف و سرور ہے کہ نظر کا جام پلا دیا

ہوا جب بھی وہ مرے روبرو مری آنکھیں کرنے لگیں وضو

تبھی چشم ساجدؔ کم نظر سے حجاب سارے اٹھا دیا

صوفی محمد تنویر ساجد نقشبندی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya

Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi

sar-e-rah koi mujhe mila ki naqab ruKH se uTha diya
ek ajib shoala-e-husn tha dil-o-jaan mein aag laga diya

wo taDapta mujh ko yun chhoD kar mujhe hairaton mein wo Dal kar
wo kidhar se aaya kahan gaya na to nam aur na pata diya

hai ragon mein KHun ya aag hai ye ajib tarah ki lag hai
wo zaban pe ishq ka rag hai ki jo saz-e-dil ne sikha diya

mere dil ka jal gaya aashiyan meri chashm-e-nam hai dhuan dhuan
use DhunDhta hun yahan wahan mere dil ko jis ne jala diya

shab-o-roz us ka huzur hai jo sarapa nur hi nur hai
ek ajib kaif-o-surur hai ki nazar ka jam pila diya

hua jab bhi wo mere ru-ba-ru meri aankhen karne lagin wuzu
tabhi chashm-e-'sajid'-e-kam-nazar se hijab sare uTha diya

(324) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya written by Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi at UrduPoint. Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya is one of the masterpieces written by Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi. You can also find the complete poetry collection of Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sufi Mohammad Tanveer Sajid Naqshbandi' above.

Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sar-e-rah Koi Mujhe Mila Ki Naqab RuKH Se UTha Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.