Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan, Urdu Ghazal By Suhail Ahmad Khan

Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Suhail Ahmad Khan. Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور سے ہم کو لگا تھا بے زباں آب رواں

سہیل احمد خان

دور سے ہم کو لگا تھا بے زباں آب رواں

اگلے ہی پل تھا صداؤں کا جہاں آب رواں

اک سہانی شام کے رنگوں کے گھیرے میں کہیں

میں مری تنہائی یاد رفتگاں آب رواں

شاخ سے پھولوں کو کھینچا ان کے اپنے عکس نے

جانے اب لے جائے گا ان کو کہاں آب رواں

میں بھی راہی ہوں مجھے اپنے سفر کا راز دے

کس کی خاطر یہ تلاش جاوداں آب رواں

اے سفر کی رو مجھے دم بھر کی فرصت چاہیے

ایک لمحے کے لئے رک جا یہاں آب رواں

سہیل احمد خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan

Suhail Ahmad Khan

dur se hum ko laga tha be-zaban aab-e-rawan
agle hi pal tha sadaon ka jahan aab-e-rawan

ek suhani sham ke rangon ke ghere mein kahin
main meri tanhai yaad-e-raftagan aab-e-rawan

shaKH se phulon ko khincha un ke apne aks ne
jaane ab le jaega un ko kahan aab-e-rawan

main bhi rahi hun mujhe apne safar ka raaz de
kis ki KHatir ye talash-e-jawidan aab-e-rawan

ai safar ki rau mujhe dam-bhar ki fursat chahiye
ek lamhe ke liye ruk ja yahan aab-e-rawan

(434) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan written by Suhail Ahmad Khan at UrduPoint. Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan is one of the masterpieces written by Suhail Ahmad Khan. You can also find the complete poetry collection of Suhail Ahmad Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Suhail Ahmad Khan' above.

Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Se Hum Ko Laga Tha Be-zaban Aab-e-rawan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.