Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye, Urdu Ghazal By Suhail Ahmad Khan

Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Suhail Ahmad Khan. Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کر چکے نوحے بہت گزرے زمانے کے لئے

سہیل احمد خان

کر چکے نوحے بہت گزرے زمانے کے لئے

کچھ نئے شہروں کے دکھ بھی ہیں سنانے کے لئے

اس طرح تیزی سے بھاگا جا رہا ہے ہر کوئی

جیسے چھپنا ہو کہیں خود کو بچانے کے لئے

ایک لمحے کے لئے بھی خود سے ہم نہ مل سکے

زندگی تھی شہر والوں کو دکھانے کے لئے

تھی خبر سستی ملے گی آج نفرت اس جگہ

خلق ٹوٹی ہے مقدر آزمانے کے لئے

کون سنتا تھا نگر کے شور میں دھیمی صدا

دل سے اٹھتی تھیں نوائیں ڈوب جانے کے لئے

سہیل احمد خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye

Suhail Ahmad Khan

kar chuke nauhe bahut guzre zamane ke liye
kuchh nae shahron ke dukh bhi hain sunane ke liye

is tarah tezi se bhaga ja raha hai har koi
jaise chhupna ho kahin KHud ko bachane ke liye

ek lamhe ke liye bhi KHud se hum na mil sake
zindagi thi shahr walon ko dikhane ke liye

thi KHabar sasti milegi aaj nafrat us jagah
KHalq TuTi hai muqaddar aazmane ke liye

kaun sunta tha nagar ke shor mein dhimi sada
dil se uThti thin nawaen Dub jaane ke liye

(249) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye written by Suhail Ahmad Khan at UrduPoint. Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye is one of the masterpieces written by Suhail Ahmad Khan. You can also find the complete poetry collection of Suhail Ahmad Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Suhail Ahmad Khan' above.

Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar Chuke Nauhe Bahut Guzre Zamane Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.