Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main, Urdu Ghazal By Sulaiman Ahmad Mani

Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sulaiman Ahmad Mani. Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے ہی آپ میں اسیر ہوں میں

سلیمان احمد مانی

اپنے ہی آپ میں اسیر ہوں میں

اپنے زنداں میں بے نظیر ہوں میں

ایک شہر خیال ہے میرا

اپنے اس شہر کا امیر ہوں میں

بڑھتا جاتا ہے زندگی کا خط

ایک گھٹتی ہوئی لکیر ہوں میں

کیوں بلاتے ہو اب جہاں والو

ایک گوشہ نشیں فقیر ہوں میں

قرض اس دل پہ الفتوں کے ہیں

دوستوں کا کرم امیر ہوں میں

کھچ کے یوں ہی کمان میں ہوں قید

چھوٹ جاؤں تو ایک تیر ہوں میں

میں نے دیکھی ہے وقت کی کروٹ

مجھ کو دیکھو کہ اک بصیر ہوں میں

سلیمان احمد مانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main

Sulaiman Ahmad Mani

apne hi aap mein asir hun main
apne zindan mein be-nazir hun main

ek shahr-e-KHayal hai mera
apne is shahr ka amir hun main

baDhta jata hai zindagi ka KHat
ek ghaTti hui lakir hun main

kyun bulate ho ab jahan walo
ek gosha-nashin faqir hun main

qarz is dil pe ulfaton ke hain
doston ka karam amir hun main

khich ke yun hi kaman mein hun qaid
chhuT jaun to ek tir hun main

main ne dekhi hai waqt ki karwaT
mujh ko dekho ki ek basir hun main

(373) ووٹ وصول ہوئے

You can read Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main written by Sulaiman Ahmad Mani at UrduPoint. Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main is one of the masterpieces written by Sulaiman Ahmad Mani. You can also find the complete poetry collection of Sulaiman Ahmad Mani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sulaiman Ahmad Mani' above.

Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Hi Aap Mein Asir Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.