Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha, Urdu Ghazal By Sulaiman Ahmad Mani

Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sulaiman Ahmad Mani. Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذوق پہ شوق پہ مٹ جانے کو تیار اٹھا

سلیمان احمد مانی

ذوق پہ شوق پہ مٹ جانے کو تیار اٹھا

عشق کا درد لیے پھر ترا بیمار اٹھا

ہم نے میخانے میں جانی نہیں کرنی تفریق

جو بھی بیٹھا مری محفل میں گنہ گار اٹھا

وصل محبوب اٹھا رکھیں گے کب تک کہ پھر

آج فرہاد ہے تیشہ کا طلب گار اٹھا

گم شدہ لیلیٰ کو کب تک وہ چھپا رکھیں گے

جب کہ دیوانے کو سودائے رخ یار اٹھا

سوز مانیؔ کا زمانہ میں ہے کس کو احساس

آج پھر درد مرے پہلو میں بیکار اٹھا

سلیمان احمد مانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha

Sulaiman Ahmad Mani

zauq pe shauq pe miT jaane ko tayyar uTha
ishq ka dard liye phir tera bimar uTha

hum ne maiKHane mein jaani nahin karni tafriq
jo bhi baiTha meri mahfil mein gunahgar uTha

wasl-e-mahbub uTha rakkhenge kab tak ki phir
aaj farhad hai tesha ka talabgar uTha

gum-shuda laila ko kab tak wo chhupa rakkhenge
jab ki diwane ko sauda-e-ruKH-e-yar uTha

soz-e-'mani' ka zamane mein hai kis ko ehsas
aaj phir dard mere pahlu mein bekar uTha

(359) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha written by Sulaiman Ahmad Mani at UrduPoint. Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha is one of the masterpieces written by Sulaiman Ahmad Mani. You can also find the complete poetry collection of Sulaiman Ahmad Mani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sulaiman Ahmad Mani' above.

Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zauq Pe Shauq Pe MiT Jaane Ko Tayyar UTha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.