Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle, Urdu Ghazal By Sultan Subhani

Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Subhani. Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی بھی بات نہ تھی واردات سے پہلے

سلطان سبحانی

کوئی بھی بات نہ تھی واردات سے پہلے

مری ہی ذات تھی اس کائنات سے پہلے

کچھ اتنا ظلم ہوا ہے کہ مجھ کو لگتا ہے

کوئی بھی رات نہ گزری تھی رات سے پہلے

اگر وہ چھوٹ گیا بات یہ نئی تو نہیں

ملے تھے ہات بہت اس کے ہات سے پہلے

ہوئے نہیں تھے کبھی اتنے آبرو والے

کسی کے ساتھ نہ تھے اس کے سات سے پہلے

کوئی ہنسے بھی تو ابھرے صدا سسکنے کی

کوئی نجات نہ پائے نجات سے پہلے

سلطان سبحانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle

Sultan Subhani

koi bhi baat na thi wardat se pahle
meri hi zat thi is kaenat se pahle

kuchh itna zulm hua hai ki mujh ko lagta hai
koi bhi raat na guzri thi raat se pahle

agar wo chhuT gaya baat ye nai to nahin
mile the hat bahut us ke hat se pahle

hue nahin the kabhi itne aabru wale
kisi ke sath na the us ke sat se pahle

koi hanse bhi to ubhre sada sisakne ki
koi najat na pae najat se pahle

(398) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle written by Sultan Subhani at UrduPoint. Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle is one of the masterpieces written by Sultan Subhani. You can also find the complete poetry collection of Sultan Subhani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Subhani' above.

Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Bhi Baat Na Thi Wardat Se Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.