Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana, Urdu Ghazal By Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri

Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri. Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیائے محبت کی ہے رسم جداگانہ

سلطان الحق شہیدی کاشمیری

دنیائے محبت کی ہے رسم جداگانہ

فرزانہ ہے دیوانہ دیوانہ ہے فرزانہ

اک غیرت مریم کی ان شوخ اداؤں کو

کیا دے دیا ہم نے جو دل دے دیا نذرانہ

کیا اہل خرد سمجھیں کیا اس کی حقیقت ہے

برباد ہوئی بستی آباد ہے ویرانہ

گل پاش فضائیں ہیں مستی سی برستی ہے

آ جوش بہاراں ہے اے دلبر مستانہ

ہر لفظ حقیقت ہے ہر بات صداقت ہے

ہے گرچہ مری ہستی افسانہ ہی افسانہ

سلطان الحق شہیدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana

Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri

duniya-e-mohabbat ki hai rasm judagana
farzana hai diwana diwana hai farzana

ek ghairat-e-mariyam ki in shoKH adaon ko
kya de diya hum ne jo dil de diya nazrana

kya ahl-e-KHirad samjhen kya is ki haqiqat hai
barbaad hui basti aabaad hai virana

gul-pash fazaen hain masti si barasti hai
aa josh-e-bahaaran hai ai dilbar-e-mastana

har lafz haqiqat hai har baat sadaqat hai
hai garche meri hasti afsana hi afsana

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana written by Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri at UrduPoint. Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana is one of the masterpieces written by Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Ul Haq Shaheedi Kashmiri' above.

Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya-e-mohabbat Ki Hai Rasm Judagana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.