Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Sunil Aftab

Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sunil Aftab. Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر ایک ڈوبتا منظر دکھائی دیتا ہے

سنیل آفتاب

ہر ایک ڈوبتا منظر دکھائی دیتا ہے

ہمارے گھر سے سمندر دکھائی دیتا ہے

میں جس کے سائے سے بچ کر نکلنا چاہتا ہوں

وہ مجھ کو راہ میں اکثر دکھائی دیتا ہے

اسے کبھی بھی نہ اس بات کی خبر ہو پائے

وہ اپنے آپ سے بہتر دکھائی دیتا ہے

ہمارے بیچ یہ نزدیکیاں ہی کافی ہیں

تمہارے گھر سے مرا گھر دکھائی دیتا ہے

سنیل آفتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai

Sunil Aftab

har ek Dubta manzar dikhai deta hai
hamare ghar se samundar dikhai deta hai

main jis ke sae se bach kar nikalna chahta hun
wo mujh ko rah mein aksar dikhai deta hai

use kabhi bhi na is baat ki KHabar ho pae
wo apne aap se behtar dikhai deta hai

hamare bich ye nazdikiyan hi kafi hain
tumhaare ghar se mera ghar dikhai deta hai

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai written by Sunil Aftab at UrduPoint. Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Sunil Aftab. You can also find the complete poetry collection of Sunil Aftab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sunil Aftab' above.

Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Ek Dubta Manzar Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.