Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain, Urdu Ghazal By Syed Abid Ali Abid

Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Abid Ali Abid. Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم بن غم یار بھی جئے ہیں

سید عابد علی عابد

ہم بن غم یار بھی جئے ہیں

مرنے کے بڑے جتن کئے ہیں

مخفی تجھ سے بھی ہیں غم یار

کچھ وار جو دل نے سہہ لیے ہیں

دل سے بھی چھپا کے ہم نے رکھے

کچھ چاک جو عمر بھر سئے ہیں

کچھ خون وفا سے کچھ حنا سے

کیا رنگ بہار نے لیے ہیں

افسوس ہماری سخت جانی

احباب نے بھی گلے کئے ہیں

گلشن میں عجب ہوا چلی ہے

پھولوں نے ہونٹ سی لیے ہیں

دل باختگی و شعر خوانی

دو کام تو عمر بھر کئے ہیں

کہتے تھے تجھی کو جان اپنی

اور تیرے بغیر بھی جئے ہیں

سید عابد علی عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain

Syed Abid Ali Abid

hum bin gham-e-yar bhi jiye hain
marne ke baDe jatan kiye hain

maKHfi tujh se bhi hain gham-e-yar
kuchh war jo dil ne sah liye hain

dil se bhi chhupa ke hum ne rakkhe
kuchh chaak jo umr bhar siye hain

kuchh KHun-e-wafa se kuchh hina se
kya rang bahaar ne liye hain

afsos hamari saKHt-jaani
ahbab ne bhi gile kiye hain

gulshan mein ajab hawa chali hai
phulon ne honT si liye hain

dil-baKHtagi o sher-KHwani
do kaam to umr bhar kiye hain

kahte the tujhi ko jaan apni
aur tere baghair bhi jiye hain

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain written by Syed Abid Ali Abid at UrduPoint. Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain is one of the masterpieces written by Syed Abid Ali Abid. You can also find the complete poetry collection of Syed Abid Ali Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Abid Ali Abid' above.

Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Bin Gham-e-yar Bhi Jiye Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.