Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi, Urdu Ghazal By Syed Ahmed Shameem

Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ahmed Shameem. Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نفس نفس کی ملی ہے مجھے سزا کیسی

سید احمد شمیم

نفس نفس کی ملی ہے مجھے سزا کیسی

یہ ریت ریت بکھرتی ہوئی انا کیسی

گزشتہ زخموں کے ٹانکے تمام ٹوٹ گئے

کوئی بتائے کہ چلنے لگی ہوا کیسی

سکوں ملے کسی لمحہ نہ یہ بکھر جائے

عطا ہوئی ہے مجھے زندگی خدا کیسی

کبھی کبھی وہ مجھے سن کے چونک اٹھے گا

ہے جنگلوں میں بھٹکتی ہوئی صدا کیسی

شمیمؔ آپ تو قائل تھے چپ پگھلنے کے

لبوں پہ آج سسکتی ہوئی صدا کیسی

سید احمد شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi

Syed Ahmed Shameem

nafas nafas ki mili hai mujhe saza kaisi
ye ret ret bikharti hui ana kaisi

guzishta zaKHmon ke Tanke tamam TuT gae
koi batae ki chalne lagi hawa kaisi

sakun mile kisi lamha na ye bikhar jae
ata hui hai mujhe zindagi KHuda kaisi

kabhi kabhi wo mujhe sun ke chaunk uTThega
hai jangalon mein bhaTakti hui sada kaisi

'shamim' aap to qail the chup pighalne ke
labon pe aaj sisakti hui sada kaisi

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi written by Syed Ahmed Shameem at UrduPoint. Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi is one of the masterpieces written by Syed Ahmed Shameem. You can also find the complete poetry collection of Syed Ahmed Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ahmed Shameem' above.

Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nafas Nafas Ki Mili Hai Mujhe Saza Kaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.