Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha, Urdu Ghazal By Syed Ahmed Shameem

Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ahmed Shameem. Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قربتوں کے درمیاں بھی فاصلہ باقی رہا

سید احمد شمیم

قربتوں کے درمیاں بھی فاصلہ باقی رہا

ایک اثبات و نفی کا سلسلہ باقی رہا

ہر دعائے مستحب کل کے لئے رکھ دی گئی

اور ہونٹوں پر کسیلا ذائقہ باقی رہا

پتھروں کی سب لکیریں دھیرے دھیرے مٹ گئیں

نوک مژگاں سے مگر لکھا ہوا باقی رہا

منزلوں کی سمت روز و شب یوں ہی چلتے رہے

راستے کٹتے گئے اور فاصلہ باقی رہا

اب سفینے کا پتہ گرداب ہی شاید کہے

ناخدا غائب ہوا نام خدا باقی رہا

اس قدر چاہا کہ اس کو دے دیا سب کچھ شمیمؔ

پھر بھی میرے میں کا مجھ میں اک نشہ باقی رہا

سید احمد شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha

Syed Ahmed Shameem

qurbaton ke darmiyan bhi fasla baqi raha
ek isbaat-o-nafi ka silsila baqi raha

har dua-e-mustahab kal ke liye rakh di gai
aur honTon par kasila zaiqa baqi raha

pattharon ki sab lakiren dhire dhire miT gain
nok-e-mizhgan se magar likkha hua baqi raha

manzilon ki samt roz-o-shab yun hi chalte rahe
raste kaTte gae aur fasla baqi raha

ab safine ka pata girdab hi shayad kahe
naKHuda ghaeb hua nam-e-KHuda baqi raha

is qadar chaha ki us ko de diya sab kuchh 'shamim'
phir bhi mere main ka mujh mein ek nasha baqi raha

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha written by Syed Ahmed Shameem at UrduPoint. Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha is one of the masterpieces written by Syed Ahmed Shameem. You can also find the complete poetry collection of Syed Ahmed Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ahmed Shameem' above.

Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qurbaton Ke Darmiyan Bhi Fasla Baqi Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.