Mere Hisse Mein Be-dili Aai, Urdu Ghazal By Syed Ahmed Shameem

Mere Hisse Mein Be-dili Aai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ahmed Shameem. Mere Hisse Mein Be-dili Aai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Hisse Mein Be-dili Aai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے حصے میں بے دلی آئی

سید احمد شمیم

میرے حصے میں بے دلی آئی

موت آئی نہ زندگی آئی

کوئی منظر کھلا نہ آنکھوں میں

جو بھی رت آئی شبنمی آئی

لہر سی دور تک اٹھی دل میں

آج پھر یاد آپ کی آئی

کوئی لمحہ چمک اٹھا شاید

ورنہ آنکھوں میں کیوں نمی آئی

آئنہ دیکھا دیکھ کر رویا

خود کو سوچا تو پھر ہنسی آئی

اب تو ہر شہر شہر مقتل ہے

جو ہوا آئی چیختی آئی

آگہی کر گئی بہت گمراہ

کام آئی تو عاشقی آئی

شب بلاتی ہے وحشتوں کو شمیمؔ

کیا قیامت کی چاندنی آئی

سید احمد شمیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Hisse Mein Be-dili Aai

Syed Ahmed Shameem

mere hisse mein be-dili aai
maut aai na zindagi aai

koi manzar khula na aankhon mein
jo bhi rut aai shabnami aai

lahr si dur tak uThi dil mein
aaj phir yaad aap ki aai

koi lamha chamak uTha shayad
warna aankhon mein kyun nami aai

aaina dekha dekh kar roya
KHud ko socha to phir hansi aai

ab to har shahr shahr-e-maqtal hai
jo hua aai chiKHti aai

aagahi kar gai bahut gumrah
kaam aai to aashiqi aai

shab bulati hai wahshaton ko 'shamim'
kya qayamat ki chandni aai

(387) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mere Hisse Mein Be-dili Aai written by Syed Ahmed Shameem at UrduPoint. Mere Hisse Mein Be-dili Aai is one of the masterpieces written by Syed Ahmed Shameem. You can also find the complete poetry collection of Syed Ahmed Shameem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ahmed Shameem' above.

Mere Hisse Mein Be-dili Aai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Hisse Mein Be-dili Aai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.