Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota, Urdu Ghazal By Syed Amin Ashraf

Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Amin Ashraf. Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار آتی ہے لیکن سر میں وہ سودا نہیں ہوتا

سید امین اشرف

بہار آتی ہے لیکن سر میں وہ سودا نہیں ہوتا

ہر آہٹ پر تری آواز کا دھوکا نہیں ہوتا

ترا غم ہو تو آ جائے سلیقہ مسکرانے کا

کہ ہر آزار جاں شائستۂ دنیا نہیں ہوتا

نشاں کنج طرب کا کوہسار غم سے ملتا ہے

بھٹک جاتا ہوں میں جب راہ میں دریا نہیں ہوتا

یہی صورت تو ہر سو کوچہ و بازار میں بھی ہے

جہاں وحشت برستی ہو وہیں صحرا نہیں ہوتا

اک آئینہ بہر صورت پس آئینہ ہوتا ہے

جو چمکے آبگینے میں وہی چہرہ نہیں ہوتا

اسے یہ خوش نما دنیا کبھی اچھی نہیں لگتی

کسی مصرف کا کار دیدۂ بینا نہیں ہوتا

بہانہ تجھ سے ملنے کا یہ تنہائی نے ڈھونڈا ہے

سر محفل کسی کو دید کا یارا نہیں ہوتا

جو دی ہیں نعمتیں یا رب تو پھر حق تصرف دے

نظر اپنی دماغ اپنا ہے دل اپنا نہیں ہوتا

ذرا کچھ شغل نیکو کار بھی سید امین اشرفؔ

فقط نام و نسب سے آدمی اچھا نہیں ہوتا

سید امین اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota

Syed Amin Ashraf

bahaar aati hai lekin sar mein wo sauda nahin hota
har aahaT par teri aawaz ka dhoka nahin hota

tera gham ho to aa jae saliqa muskurane ka
ki har aazar-e-jaan shaista-e-duniya nahin hota

nishan kunj-e-tarab ka kohsar-e-gham se milta hai
bhaTak jata hun main jab rah mein dariya nahin hota

yahi surat to har-su kucha-o-bazar mein bhi hai
jahan wahshat barasti ho wahin sahra nahin hota

ek aaina bahar-surat pas-e-aina hota hai
jo chamke aabgine mein wahi chehra nahin hota

use ye KHushnuma duniya kabhi achchhi nahin lagti
kisi masraf ka kar-e-dida-e-bina nahin hota

bahana tujh se milne ka ye tanhai ne DhunDa hai
sar-e-mahfil kisi ko did ka yara nahin hota

jo di hain neamaten yarab to phir haqq-e-tasarruf de
nazar apni dimagh apna hai dil apna nahin hota

zara kuchh shaghl-e-neko-kar bhi 'sayyad-amin-ashraf'
faqat nam-o-nasab se aadmi achchha nahin hota

(365) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota written by Syed Amin Ashraf at UrduPoint. Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota is one of the masterpieces written by Syed Amin Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Syed Amin Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Amin Ashraf' above.

Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Aati Hai Lekin Sar Mein Wo Sauda Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.