Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya, Urdu Ghazal By Syed Anjum Jafri

Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Anjum Jafri. Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اصل چہروں کا انکشاف کیا

سید انجم جعفری

اصل چہروں کا انکشاف کیا

ہم نے تبدیل ہر غلاف کیا

شہر بھر کی ہے کیوں زبانوں پر

جس کا نہ میں نے انکشاف کیا

جبر کو رہنما سمجھتے تھے

کیوں زمانے سے انحراف کیا

خیرگی بڑھ گئی ہے شہروں میں

تنگ آئے تو اعتکاف کیا

حرف حق ہم زبان پر لائے

صاف دنیا سے اختلاف کا

کب ہے انجمؔ کی پیروی آسان

کس نے سورج کا اعتراف کیا

سید انجم جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya

Syed Anjum Jafri

asl chehron ka inkishaf kiya
hum ne tabdil har ghilaf kiya

shahr-bhar ki hai kyun zabanon par
jis ka na main ne inkishaf kiya

jabr ko rahnuma samajhte the
kyun zamane se inhiraf kiya

KHirgi baDh gai hai shahron mein
tang aae to etakaf kiya

harf-e-haq hum zaban par lae
saf duniya se iKHtilaf ka

kab hai 'anjum' ki pairwi aasan
kis ne suraj ka e'tiraf kiya

(323) ووٹ وصول ہوئے

You can read Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya written by Syed Anjum Jafri at UrduPoint. Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya is one of the masterpieces written by Syed Anjum Jafri. You can also find the complete poetry collection of Syed Anjum Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Anjum Jafri' above.

Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Asl Chehron Ka Inkishaf Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.